Tuesday, April 30, 2013

Nannavalu

Nanna manasemba pusthakadalli preethi yemba Artha baredalu,
Allalli sanna putta tappugalannu madidalu,
Yenu madidarenananthe avalendu nannavalu,
Avalendu nannavalu..


1 comment:

  1. Kabhi kissi ko mukammal jahan nahin milta,
    Kahin zamin toh kahin aasmaan nahi milta.

    Bujha saka hain bhala kaun waqt ke sholay,
    Ye aisi aag hain jisme dhuan nahin milta.

    Tere intezaar main aisa nahi ki lutf na ho,
    Intezar kare humein aisa lamha nahi milta.

    Tere jahan main aisa nahin ki pyaar na ho,
    Jaha umeed ho iski wahan nahin milta.

    Jisse bhi dekhiye woh apne aap main gum hain,
    Zubah milli hain magar humzubah nahin milta.

    Teri duniya main aisa nahi ki hazaar raastey na ho,
    Jo raastey manzil ko le jaye woh nahi milta.

    Khuli aankhon se sapne dekhne ka jurm na ho,
    Har baar wo jurm ho to uski saza se panah nahi milti.

    Ab tanhaai main na chal pane ka khauf na ho,
    Jab zindagi ko tanhai ka saath mile to kisi aur ka saath nahi milta.

    Kabhi kissi ko mukammal jahan nahin milta,
    Kahin zamin toh kahin aasmaan nahi milta.

    ReplyDelete